UNCONDITIONAL LOVE.
A story is told about a soldier who was finally coming home having fought in Vietnam. He called his parents from San Francisco.
Shaeri khoon-e-jigar ka hai labalab saagar, kisi kam fahem ki tafri ka saaman nahi... THIS IS MY FIRST ATTEMPT TO EXPRESS MY CONVICTION THROUGH POETRY.
A story is told about a soldier who was finally coming home having fought in Vietnam. He called his parents from San Francisco.
Kuch log kehtein hein :
Ren : Renuka ( My very "intimate" friend )
Vin : Vinay Devaraj ( My "Cherub" though he calls me a devil)
Vicks(Vikram) : Capt.Aiyappa
YADIEN:
Vo sachchi dosti aur hamara pyaar,
Vo NIIT ke steps aur hum chaar,
Vo har presentation mein jaana aur karna questions bar bar.
Pohanchna ghar hamesha late Vo kehna mummy se project ka tha kaam.
Vo volunteering karna classes ke baad.
Vo Hot Chips jaaker khana bhel puri yaaroun ke saath.
Bas Yadien...Yadien...Yadien....reh jaatein hein
Kuch choti choti batein reh jaatein hein ....Bas Yadein.....
Vo flower show, Vo school carninals
Vo exhibitions ka karna hamesh intezaar
Vo Gaint Wheel, Vo Columbus, Vo khana popcorn
Vo dena ek dusre ko chote se gifts
Vo lene bhayya se paise udhaar.
Bas Yadien...Yadien...Yadien....reh jaatein hein
Kuch choti choti batein reh jaatein hein ....Bas Yadein.....
Vo Ren ka hasna, Vo Vicks ke Jokes, Vo Vin se nokh-jhok
VoChallenge Vicks ka,Vo encouragement Vin ka,VoChalana bike pehli bar
Vo jhagardna Vicks se , Vo ladna Vin se,
Vo kheenchna donoun ki taang , hamesha Ren ke hatoun mein haath..
Bas Yadien...Yadien...Yadien....reh jaatein hein
Kuch choti choti batein reh jaatein hein ....Bas Yadein.....